Sceince kehti hai Paani boil karne se
Germs marr Jatay hain.
Science ko ye to Batao k Germs k
Dead Bodies to paani mai he rehti hain na. :-)
Friday, October 2, 2009
Ae Kash k aisa ho Jaye
Mein kuch bhi nahi hoon tere liye,
Kuch tere liye me ho jaon.
Tere dil me rahoon, Anhkon me basoon,
Dharkan me shamil ho jaon.
Tu jab bhi koi baat kare,
Mera naam bhi us me shaamil ho.
Tu jab bhi maange kuch rab se,
Meri zaat bhi us me shaamil ho,
Her bar nahi ek bar sahi,
Ik bar to aisa ho jaye,
Ik pal ke liye ay Jaan-e-Jaan
Tujhe mujh se mohabat ho jaye.
Ae kash ke aisa ho jaye...
Ae kash ke aisa ho jaye...
Kuch tere liye me ho jaon.
Tere dil me rahoon, Anhkon me basoon,
Dharkan me shamil ho jaon.
Tu jab bhi koi baat kare,
Mera naam bhi us me shaamil ho.
Tu jab bhi maange kuch rab se,
Meri zaat bhi us me shaamil ho,
Her bar nahi ek bar sahi,
Ik bar to aisa ho jaye,
Ik pal ke liye ay Jaan-e-Jaan
Tujhe mujh se mohabat ho jaye.
Ae kash ke aisa ho jaye...
Ae kash ke aisa ho jaye...
Ankhon Ki Kaali Shaam
Tum Apni Ankhon Ki Kaali Shaam Merey Naam Kardo
Phir Chahey Jo Ilzam Merey Naam Kardo
Ik Umer Se Tumhari Chahat Basi Hai Rooh Mein
Tum Bhi Apni Har Tumanna Mujhey Daan Kardo
Mein Khuley Asmaan Taley Khara Hoon
Tum Apni Mohabbat Ki Rida Mujh Par Dhaal Kardo
Mohabbat To Hai Iqrar Ki Mohtaaj
Tum Apna Har Lafz Har Sher Merey Naam Kardo...
Phir Chahey Jo Ilzam Merey Naam Kardo
Ik Umer Se Tumhari Chahat Basi Hai Rooh Mein
Tum Bhi Apni Har Tumanna Mujhey Daan Kardo
Mein Khuley Asmaan Taley Khara Hoon
Tum Apni Mohabbat Ki Rida Mujh Par Dhaal Kardo
Mohabbat To Hai Iqrar Ki Mohtaaj
Tum Apna Har Lafz Har Sher Merey Naam Kardo...
Mile Uljhano se Fursat
Mile Uljhano se Fursat to Zara Dil se puchna Faraz....
Kya Sirf Fursaton Main Yaad Karne Ka Naam Hai Muhabbat???
Kya Sirf Fursaton Main Yaad Karne Ka Naam Hai Muhabbat???
Uske Honton ko Dekha
Uske Honton ko dekha To meray Dil me Khayal aaya.
Woh Lafz kitnay Nashelay Hongay jo Inhay chho kar guzarty hongay.
Woh Lafz kitnay Nashelay Hongay jo Inhay chho kar guzarty hongay.
Kuch Door Hamare 7 Chalo
Kuch door Hamaare sath chalo
Ham Dil ki Kahani keh denge
Samjhe na Jise tum aankhon se
Wo baat Zabanee keh denge
Phoolon ki Tarah jab hoton pe
Ik shokh Tabassum Bikhrega
Dheere se Tumhaare Kaanon mein
Ik baat Purani keh denge
Izhaar-e-Wafa tum kya jaano
Ikraar-e-Wafa tum kya jaano
Ham Zikr karenge Ghairon ka
Aur Apni kahani keh denge
Mausam to Bada he Zaalim hai
Toofaan Uthaata rehta hai
Kuch log Magar is halchal ko
Bad-mast Jawani keh denge.
Ham Dil ki Kahani keh denge
Samjhe na Jise tum aankhon se
Wo baat Zabanee keh denge
Phoolon ki Tarah jab hoton pe
Ik shokh Tabassum Bikhrega
Dheere se Tumhaare Kaanon mein
Ik baat Purani keh denge
Izhaar-e-Wafa tum kya jaano
Ikraar-e-Wafa tum kya jaano
Ham Zikr karenge Ghairon ka
Aur Apni kahani keh denge
Mausam to Bada he Zaalim hai
Toofaan Uthaata rehta hai
Kuch log Magar is halchal ko
Bad-mast Jawani keh denge.
Kisi Ne Us Se Pucha!
Kisi Ne Us Se Pucha!
Tum Kahan rehti ho...
Us nay KahA
Kisi ki Yaadon Main
Kisi ki Dharkano Main
Kisi ki Saanson main
Kisi ki Hasraton main
Kisi K Khayalon Main
Kisi K Tasavvur Main
Kisi K Razo Main
Kisi K Dil main
Aur
Kisi K BeyHadd Qareeb!
Tum Kahan rehti ho...
Us nay KahA
Kisi ki Yaadon Main
Kisi ki Dharkano Main
Kisi ki Saanson main
Kisi ki Hasraton main
Kisi K Khayalon Main
Kisi K Tasavvur Main
Kisi K Razo Main
Kisi K Dil main
Aur
Kisi K BeyHadd Qareeb!